Monday, November 2, 2009

Nice Thought

I Don't like to sit on bank of sea and count his wave but I like dive on sea for find some pearl and Gem.

Tuesday, May 26, 2009

Shyaries

ZINDAGI HAR PAL KHAAS NAHI HOTI
PHOOLON KI KHUSHBOO HAMESHA PAAS NAHI HOTI
MILNA HAMARI TAQDEER ME THA WARNA
ITNI PYARI DOSTI ITTEFAQ NAHI HOTI

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

WAQT NOOR KO BE NOOR KAR DETA HAI
CHHOTE SE ZAKHM KO NASOOR KAR DETA HAI
KAUN CHAHTA HAI APNO SE DOOR HONA
PAR WAQT SABKO MAJBOOR KAR DETA HAI

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Unka yun raaton ko khwaabon mein aana
accha lagta hai
Unka yun humko har roz satana
accha lagta hai
Kabhi milti hai nazar
aur kabhi jhuk jaati hai
Unka yun mila ke nazar
nazar churana accha lagta hai
Khulkar milne mein humse wo
zara sharmatein hain
Unka yun humse milke sharmana
accha lagta hai
Kabhi kabhi wo gairon se bhi
khulkar baatein karte hain
Unka yun dillagi se dil ko jalana
accha lagta hai
Unke lab khul jaayein toh
phoolon ki baarish hoti hai
Unka yun hanske humko bulana
accha lagta hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

waqt thora hai pas mere
par bahut kuch abhi karna baki hai
wo jakhm jo apno ne diye use abhi bharna baki hai
teri mohabbat ki aadat pad gayi hai mujhe
kuch der tere sath chalna baki hai
samshan mein jalta chhodkar mat jana warna ruh kahegi
Ruk ja abhi iska DIL jalna baki hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

kisi shaam kabhi aanchal ka kinara dena
main agar doob ke ubhroon to sahara dena
teri ulfat mein mukammal hoon har pehlu se
mujhe dard bhi dena to saara dena
main tujhe gham ke samandar mein kinara doonga
tu mujhe hijr ke tufaan mein sitara dena
main teri yaad ke sehra mein kahi rehta hoon
kabhi aana to halka sa ishaara dena

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Aaj aapke pyaar me kuchh kami dekhi
Chand ki chandni me kuchh nami dekhi
Udas hokar laut aaye ham apne ghar
Jab mehfil aapki gairo se saji dekhi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

WO ANKHO ME ASHK LIYE BAITHE HAI
UNKEY PYAAR ME PAGAL BANE BAITHE HAI
HUM TO APNI JAAN DENE KO TAIYYAR HAI
PAR KYA KAREY WO HAMARI JAAN BANKE BAITHE HAI

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Monday, October 8, 2007

Rajasamand

Rajsamand District is one of the district of the state of Rajasthan in western India. The town of Rajsamand is the district headquarters. It is also famous by name of Kankroli. The city and district are named for Rajsamand Lake, an artificial lake created in the 17th century by Rana Raj Singh of Mewar.
In Kankroli there is very famous temple of Lord Krishna . The name of the temple is Dwarikadeesh temple where we can always find croud at this the time of Darshan.
Just 15 KM run from kankroli there is an place named nathdwara and this is also India's Famous Temple of lord Krishna named Shreenath Ji

Saturday, September 8, 2007

Geography of Rajsamand

Rajsamand is located at 25.07° N 73.88° E.[1] It has an average elevation of 547 metres (1794 feet).

Rajsamand

Rajsamand is a town of Rajasthan state of western India. The city is named for Rajsamand Lake, an artificial lake created in the 17th century by Rana Raj Singh of Mewar. It is the administrative headquarters of Rajsamand District.